*** Tafseer Surah Sajdaah Aaya 1 Onwards *** NQSJ 01 … taane, mazak, khel shaamil, zor shor se...

13
Nazimah24_SP: *** Tafseer Surah Sajdaah Aaya 1 Onwards *** NQSJ_01_HM: Now Tafseer: Para 21 Surah As-Sajda Ayah 1-14 Insha Allah**** Nazimah24_SP: Tarteeb se 32 nos ki surah Nazimah24_SP: surah ka naam 15 aaya me, aaya sajde se he Nazimah24_SP: Surah ka andaaz mecci daur ke darmiyaani daur ka he Nazimah24_SP: isme taane, mazak, khel shaamil, zor shor se takleef pahuchaane ka kaam nahi tha abhi Nazimah24_SP: Buniyaadi mazameen Nazimah24_SP: (i) Tauheed Nazimah24_SP: (ii) Risaalat Nazimah24_SP: (iii) Qayamat Nazimah24_SP: khaas tor pe yaha fitrat waale dalaaeel, aaj tauba kar lo kal pareshaan naa ho Nazimah24_SP: last me Nabi ko tasalli Nazimah24_SP: inki islaah ke liye khud ko halaqa naa kijiye Nazimah24_SP: aap khud ko kuch or kaam me masroof kare Nazimah24_SP: Har surah ki fazeelat nai milti Nazimah24_SP: kuch ki milti jisme Surah Sajdaah ki he Nazimah24_SP: Nabi Saw jume ke din subah 1st rakaat me Surah sajdaah padhte the Nazimah24_SP: Nabi saw raat ko sone se pehle surah sajdaah & mulk padhte (Tirmizi) Nazimah24_SP: 2nd rakaat me??? Nazimah24_SP: Aayah 1 Nazimah24_SP: Huruf e mukattiat Nazimah24_SP: Aaya 2 Nazimah24_SP: is kitaab ke baare me, iske mazameen me koi shakk nai Nazimah24_SP: Rabb e alameen ki taraf se naazil Nazimah24_SP: Quran ki aksar surah, aise hi elaan ke saath shuru hoti he, ye kisi insaan ka nahi, aalam e rabb ka he... Nazimah24_SP: isne roohani, jismaani rizq ka intezaam kiya Nazimah24_SP: Tanzeel - baa maa'ani munazzal he Nazimah24_SP: kisi ka dil hilaane ke liye kaafi he Nazimah24_SP: is kitaab me, naa kisi janne waale ki shaayar ki shayri nahi... Nazimah24_SP: Pure aab o taab ke saath Allah apni kitaab pesh karte he Nazimah24_SP: jisne raat din ka intezaam kiya, usne ye kitaab di jis me sab ke probs ka solution he. Nazimah24_SP: Aayah 3 Nazimah24_SP: itni sachi kitaab -> fir bhi logo ka haal "Ghadi ghadaai baate he" Nazimah24_SP: * Is kitaab ka beshak, paak, & sab ki zaroorat ka karaar dena - iska inkaar karne waala aise bola jaise nabi ne khud likhi...

Transcript of *** Tafseer Surah Sajdaah Aaya 1 Onwards *** NQSJ 01 … taane, mazak, khel shaamil, zor shor se...

Page 1: *** Tafseer Surah Sajdaah Aaya 1 Onwards *** NQSJ 01 … taane, mazak, khel shaamil, zor shor se takleef pahuchaane ka kaam nahi tha abhi Nazimah24_SP: Buniyaadi mazameen Nazimah24_SP:

Nazimah24_SP: *** Tafseer Surah Sajdaah Aaya 1 Onwards *** NQSJ_01_HM: Now Tafseer: Para 21 Surah As-Sajda Ayah 1-14 Insha

Allah**** Nazimah24_SP: Tarteeb se 32 nos ki surah

Nazimah24_SP: surah ka naam 15 aaya me, aaya sajde se he Nazimah24_SP: Surah ka andaaz mecci daur ke darmiyaani daur ka he

Nazimah24_SP: isme taane, mazak, khel shaamil, zor shor se takleef pahuchaane ka kaam nahi tha abhi Nazimah24_SP: Buniyaadi mazameen

Nazimah24_SP: (i) Tauheed Nazimah24_SP: (ii) Risaalat

Nazimah24_SP: (iii) Qayamat Nazimah24_SP: khaas tor pe yaha fitrat waale dalaaeel, aaj tauba kar lo kal pareshaan naa ho

Nazimah24_SP: last me Nabi ko tasalli Nazimah24_SP: inki islaah ke liye khud ko halaqa naa kijiye

Nazimah24_SP: aap khud ko kuch or kaam me masroof kare Nazimah24_SP: Har surah ki fazeelat nai milti

Nazimah24_SP: kuch ki milti jisme Surah Sajdaah ki he Nazimah24_SP: Nabi Saw jume ke din subah 1st rakaat me Surah sajdaah padhte the

Nazimah24_SP: Nabi saw raat ko sone se pehle surah sajdaah & mulk padhte (Tirmizi)

Nazimah24_SP: 2nd rakaat me??? Nazimah24_SP: Aayah 1

Nazimah24_SP: Huruf e mukattiat Nazimah24_SP: Aaya 2 Nazimah24_SP: is kitaab ke baare me, iske mazameen me koi shakk nai

Nazimah24_SP: Rabb e alameen ki taraf se naazil Nazimah24_SP: Quran ki aksar surah, aise hi elaan ke saath shuru hoti he,

ye kisi insaan ka nahi, aalam e rabb ka he... Nazimah24_SP: isne roohani, jismaani rizq ka intezaam kiya

Nazimah24_SP: Tanzeel - baa maa'ani munazzal he Nazimah24_SP: kisi ka dil hilaane ke liye kaafi he Nazimah24_SP: is kitaab me, naa kisi janne waale ki shaayar ki shayri nahi...

Nazimah24_SP: Pure aab o taab ke saath Allah apni kitaab pesh karte he Nazimah24_SP: jisne raat din ka intezaam kiya, usne ye kitaab di jis me sab

ke probs ka solution he. Nazimah24_SP: Aayah 3 Nazimah24_SP: itni sachi kitaab -> fir bhi logo ka haal "Ghadi ghadaai baate

he" Nazimah24_SP: * Is kitaab ka beshak, paak, & sab ki zaroorat ka karaar

dena - iska inkaar karne waala aise bola jaise nabi ne khud likhi...

Page 2: *** Tafseer Surah Sajdaah Aaya 1 Onwards *** NQSJ 01 … taane, mazak, khel shaamil, zor shor se takleef pahuchaane ka kaam nahi tha abhi Nazimah24_SP: Buniyaadi mazameen Nazimah24_SP:

Nazimah24_SP: Quraan ko nai jhutlaaya, but Allah ki taraf se bheji hui he iski jhutlaa diya

Nazimah24_SP: Islaam - As Salaam se Nazimah24_SP: Har mazhab ke bigaad ka zariya - deen laane waale ki zaat

pe exageration. Nazimah24_SP: bade log deen pe hote, lekin log baat badal dete.

Nazimah24_SP: Unki taraf bheja jin ke paas koi daraane waala nai, ... Nazimah24_SP: Allah ke nabi se pehle koi the nai, SHoaib AS ke baad Nabi ke darmiyaan 20 centuries guzri...

Nazimah24_SP: (i) Baraahe raast koi nabi nai aaya Shoaib AS ke baad, lekin shaam mulk me nabi the..

Nazimah24_SP: bait ul llah.. Ki tameer aap se pehle ki baat, dusri ambiya ki taleem maujood thi, aap ke aane se pehle... Nazimah24_SP: Islaam se pehle vo log deen ko jaante the

Nazimah24_SP: kabhi Allah zulm nai karege qayaamat ke din. Nazimah24_SP: * Allah ne har bande tak direct ya indirect hidaayat ka

paighaam pahuchaaya Nazimah24_SP: Jin ko nahi pahucha.. - Qayamat ke din unko khada kiya

jaaega & kaha jaaega aag me koodo, kuch log sidha kood jaaege ke Allah ne kaha, & kuch log hujjat karege, to Allah swt kahege, jo bina question aag me kude unko pakad lo, unko agar daawat duniya me

milti to vo le lete & jo argue karte unko kahaa jaaega inko daalo aag me, ye duniya me bhi hujjat karte agar hidaayat ka paighaam pahuchta

(Rivaayat ka mafhoom) Nazimah24_SP: "Taarikh e mecca" - Publication Daar us Salaam, mecca ki

hostory - recomended to read Nazimah24_SP: Amr bin luhai - ye vo shakhs jis ne 1st boot Kaaba me rakha..

Nazimah24_SP: 1st daur ke logo ne isko decoration ke zariye liye Nazimah24_SP: 2nd daur me inki puja hone laga

Nazimah24_SP: phir har kabile ke log boot laane lage, & is tarah 360 boot ho gaye in ke..

Nazimah24_SP: Few People : Qus bin saaida, suved bin amal, Abu qais saram, warqa bin naufal, Abdullah bin jahash... ye vo log jinko us daur me log Hunafa kehte the, Haneef ki jama..

Nazimah24_SP: ye vo log jo tauheed ka paighaam dete the Nazimah24_SP: inke alaawa or bhi kuch log the...

Nazimah24_SP: Allah ke nabi sirf andhero me nai aaye the, kuch logo ko msg pahucha but baap dada ki andhi takleed unko chodne nai di... Nazimah24_SP: Nabi kitaab kyu??? taake vo hidaayat paaye

Nazimah24_SP: Warqa Bin Naufal : 1st wahi ke baad Khadija RA in ke paas le gai, to kaha kaash me zinda rahu jab tumhaari kaum nikaal de, coz

haqq waalo ko log jhutlaate he... Nazimah24_SP: Next aaya - Allah ki tauheed

Page 3: *** Tafseer Surah Sajdaah Aaya 1 Onwards *** NQSJ 01 … taane, mazak, khel shaamil, zor shor se takleef pahuchaane ka kaam nahi tha abhi Nazimah24_SP: Buniyaadi mazameen Nazimah24_SP:

Nazimah24_SP: Aayah 4 Nazimah24_SP: Us daur ka ek or shirk - Asmaan & Zameen ka rabb diff

Nazimah24_SP: Iraani me ye common tha Nazimah24_SP: Kher & Sharr ka khuda diff tha us time me..

Nazimah24_SP: Allah yaha unke is doubt ko door kar rahe, ye keh ke Allah ne sab kuch paida kiya...

Nazimah24_SP: Eg : Khaane ka ek luqma jo ham khaate vo zameen & aasmaan se connected he, to fir Hidaayat 1 sided kaise hogi?? aap chaahege to Allah dege...

Nazimah24_SP: 6 days me kyu banaaya?? Nazimah24_SP: Allah ne kaha to "Sami'ana wa Ataa'ana" ham ko maan

jaana he Nazimah24_SP: in pe waqt zaaya karne ki zaroorat nahi, Nazimah24_SP: Allah ne yaha hame tadreej sikhaai...

Nazimah24_SP: Gradually kaam karo Nazimah24_SP: Ibn Abbas : ye 2 din he jis ka zikr Allah ne apni kitaab me

mention kiya & me bura maanta hu ke inpe kuch extra kahu... Nazimah24_SP: Arsh - Vo jagaah jaha Allah ki zaat maujood he

Nazimah24_SP: Allah ki kefiyat kya he?? isse ham jaahil he, iska sawaal karna bidat he...(aaima e kiraam ka ravaiyya) Nazimah24_SP: Allah ko chod kar dusro ko madad gaar banaate ho??

Nazimah24_SP: Allah ne pakda to kon bachaa sakega?? Nazimah24_SP: Allah ne jo kuch diya he usko maqsad samjo...

Nazimah24_SP: ye insaan ko daraane ki baat he.. Nazimah24_SP: ghor fikar karo

Nazimah24_SP: Aayah 5 Nazimah24_SP: Aise lagta jaise upar se direct orders he, har faisla upar se aata he..

Nazimah24_SP: Tauheed - Insaan apni life ke har maamle ko upar se aaya hua maamla samjhe.

Nazimah24_SP: Saare problems khatam ho jaaege life ke... Nazimah24_SP: Tadbeer - Allah karta he

Nazimah24_SP: Tadbeer - nateeje ko saamne rakh kar anjaam ko sochna. Nazimah24_SP: Har banda itna apni zaat me mazboot ho ke pehle se pataa ho.

Nazimah24_SP: Har banda itna apni zaat me mazboot ho ke pehle se pataa ho kya kaam karna he, uska plan ready kar le..

Nazimah24_SP: Alfa Sanatin - tumhare liye jo 1000 yrs he = to 1 day for Allah Nazimah24_SP: Aaayh 6

Nazimah24_SP: Allah sab par ghaalib hamesha rehne waala Nazimah24_SP: agli surah's me Allimul ghai wash shahaadah ka bhutt

tazkiraah... Nazimah24_SP: Allah ko sab pataa he

Page 4: *** Tafseer Surah Sajdaah Aaya 1 Onwards *** NQSJ 01 … taane, mazak, khel shaamil, zor shor se takleef pahuchaane ka kaam nahi tha abhi Nazimah24_SP: Buniyaadi mazameen Nazimah24_SP:

Nazimah24_SP: Sab uske zaamne waazey daur pe khuli he... Nazimah24_SP: Aayah 7

Nazimah24_SP: Allah ne sab kuch Ahsan banaaya... Nazimah24_SP: Har makhlooq, jaise banaa chaiye the waise hi banaaya...

Nazimah24_SP: Eg : Hamaari shakal me thoda change soch le, naak thodi or lambi, lips thode or patle, - Kaise lagte??

Nazimah24_SP: Allah ne har cheez me kher rakhi Nazimah24_SP: Ratio & proportion ka best eg he INSAAN... Nazimah24_SP: eg Gussa badh gaya to EGO, shaukh badh gaya to HIRS...

Nazimah24_SP: jis rabb ne itne pyaar se itna pyaara banaaya - tum uska kaam kaise karte ho...

Nazimah24_SP: Aayah 7 Nazimah24_SP: Aadam AS ki taraf ishaara.. Nazimah24_SP: Aayah 8

Nazimah24_SP: Nasaluhu - HU - Adam AS ki taraf ishaara Nazimah24_SP: Sulalatin - seen laam laam - Nutfa, concentrated

Nazimah24_SP: DNA as said in science.. Nazimah24_SP: New born baby, kaitna yaara banaaya Allah ne..

Nazimah24_SP: Ibn Abbas se pucha Ahsana kya he?? Allah ne har cheez ko munaasib & jaise jodna chahiye tha waise jod diya. Nazimah24_SP: EG : Hamaare body me 365 Jod he, dikhte he???

Nazimah24_SP: Insaan agar soche ke ek paani ke katreh se kya ban gaya?? agar ghor kare to jhuk jaaye..

Nazimah24_SP: Nazariya e Irtaad ka Jhutlaau he yaha, ke aaj log nahi maan rahe.

Nazimah24_SP: nahi kyu Maan rahe ke Allah ne banaaya?? Coz agar maan gaye to fir Allah ko & Allah ki bhi manni padegi.. Nazimah24_SP: Aayah 8

Nazimah24_SP: Insaan aaya kaha se?? Nazimah24_SP: Haqeer paani se..

Nazimah24_SP: Aayah 9 Nazimah24_SP: tadeel (EG shart me sleevs equal hoti he) Details Surah

Infitaar me.. Nazimah24_SP: Yaha he Sawwahu - har jagah uska theek karna Nazimah24_SP: Ears, Eyes & Heart - 3 organs jis ka bahutt zikr he

Nazimah24_SP: MIn Roohi hi - Allah ki rooh ki baat he.. Nazimah24_SP: yaha Izzat ki baat he..

Nazimah24_SP: Samjho ghor karo... Nazimah24_SP: Gor fikar se - SHukar aata he Nazimah24_SP: Naimat ke ambaar he hamaare around hame dikhta nahi..

Nazimah24_SP: Dard Rehmat he - Isse pataa chalta he ke kuch bimaari he & iska ilaaj kar sakte he, ye Allah ki rehmat he..

Nazimah24_SP: Nagavaar haalat ko shukar kar ke khush gavaar banaata he.. Nazimah24_SP: Koi Allah ka kuch nahi bigaad sakta

Page 5: *** Tafseer Surah Sajdaah Aaya 1 Onwards *** NQSJ 01 … taane, mazak, khel shaamil, zor shor se takleef pahuchaane ka kaam nahi tha abhi Nazimah24_SP: Buniyaadi mazameen Nazimah24_SP:

NQSJ_CourseIncharge: Allahu Akbar Nazimah24_SP: *** Tilaawat Surah SajDaaha - 1 to 9 ***

Nazimah24_SP: Aayah 7 Onwards : Insaan ki takhleeq ki baat Nazimah24_SP: 3rd person me baat he aayah 9 tak

Nazimah24_SP: But jaise he Rooh aagai - Direct baat - Tum ko ears, eyes diya...

Nazimah24_SP: bahutt thode jo ears, eyes dil ko sidha use karte he.. Shukar karte he.. Nazimah24_SP: Aayah 10

Nazimah24_SP: Yaha unko jawaab jo nahi maantte ke dubaara zinda kiye jaaege

Nazimah24_SP: Dalalna - Duaad laam laam, gum hona - Yaha Ishaara - Jab ham marege, dafan hoga & kya fir dubaara matti se ham dubaara paida kiye jaaege??? unko herat hoti he...

Nazimah24_SP: Ye Hujjat baaziya, bahaane, bataa raha ke dil me Imaan hi nai, Yaqeen hi nai

Nazimah24_SP: Allah ke saamne peshi honi he, Nazimah24_SP: Asal baat - samajh hi nai, fikar hi nai ke marne ke baad

hisaab dena he... Nazimah24_SP: Ham cheezo ko Allah ki kudrat se dekhege to "Nothing is Impossible"

Nazimah24_SP: Jab Khud ko dekhege : "Nothing is Possible" Nazimah24_SP: Jab bhi kaam shuru kare, mushkil lage to Allah ki taraf

nisbat jode... NQSJ_CourseIncharge: aameen

NQSJ_CourseIncharge: aameen Nazimah24_SP: Aaayah 11 Nazimah24_SP: Yaha se maut ki baat

Nazimah24_SP: Naa kaafir Allah ki marze se jina ya marna chaahta Nazimah24_SP: ye apni rabb ki mulaakat se munkar - lekin maut to aaegi

Nazimah24_SP: Asal me jab maut aaegi to Rooh le jaai jaaegi & waapas nai aaegi

Nazimah24_SP: Yatawaffa - pure ka pura lega rooh ko Nazimah24_SP: Jism is like bottle... Nazimah24_SP: Jism is like container/bottle

Nazimah24_SP: Maut ke time pe container idhar, hame nikaal ke le jaaya jaaega

Nazimah24_SP: Ham - Rooh he Nazimah24_SP: Ham dikhte nahi he.. Nazimah24_SP: Maut ki soorat me malikul maut Rooh le jaaege & bottle yahi

reh jaaegi Nazimah24_SP: Dead body kuch nahi hota

Nazimah24_SP: Quraan me malik ul maut - saare jism se rooh nikaal ne ke liye mukhtalif farishte hote he

Page 6: *** Tafseer Surah Sajdaah Aaya 1 Onwards *** NQSJ 01 … taane, mazak, khel shaamil, zor shor se takleef pahuchaane ka kaam nahi tha abhi Nazimah24_SP: Buniyaadi mazameen Nazimah24_SP:

Nazimah24_SP: Jab ruh halaq tak aajaati to Malikul Maut haath daal ke khich lete he..

Nazimah24_SP: Wukkila - Maut ka farishta hamaari hifaazat karta he Nazimah24_SP: Kaise??

Nazimah24_SP: (i) malikul maut apni team ke saath aate he Nazimah24_SP: (ii) Kaise karte?? Ghaib kaa maamla

Nazimah24_SP: (iii) Malikul maut ko Allah ne kudrat ke ek jagaah reh ke sab jagaah ka kaam kar sake Nazimah24_SP: Imaam Mujaahid - Saari duniya malikul maut ke saamne aisi

jaise ek bade tasht me kuch daane pade hue he.. Nazimah24_SP: Malikul maut aata kaise??

Nazimah24_SP: Ek Ansaari sahaaba ke sarhane maut ke farishte ko dekha, to kaha narmi ka mamla karna mere sahaaba ke saath, to kaha me momin ke saath narmi se hi pesh aata hu...

Nazimah24_SP: Jab tak Allah ka amr nai tab tak ek machar ki bhi jaan nahi jaa sakti...

Nazimah24_SP: Farish ta e maut - Nabiyo ki jaan lene se pehle unki ijaazat leta he.

Nazimah24_SP: Ibraahim AS ki maut ka waqt kareeb aaya, to malikul maut ka farishta inke paas aaya, pehle Allah se ijaazat maangi ke Ibraahim AS ko khush khabri de du?? Allah ne ijaazat di, vo Ibraahim AS ke paas

aaye, Ibraahim AS ne kaha kuch baato ka jawaab do.. Nazimah24_SP: (i) Kaafir ki maut ke paas kaise aate ho?? Malikul maut ne

kaha aap naa sune, fir bhi kaha ke nai aap bataaye Nazimah24_SP: to kaha me daraavni shakal me aata hu, to vo darr ke

behosh ho gaye Nazimah24_SP: jab hosh aaya to pucha momin ki rooh kabz kaise ki?? to kaha me khoob surat nojawaan ki shakal me aata hu..

Nazimah24_SP: or khoob surti se jaan nikaal ta hu, & fir Ibraahim AS ki is tarah usne rooh kabz ki..

Nazimah24_SP: Moosa AS ka waaqiya... Nazimah24_SP: Momin is duniya me aakhirat ke liye jeeta he

Nazimah24_SP: Insaan ki rooh to malikul maut nikaalte to janwar ki kon nikaalte?? Nazimah24_SP: Allah ke izan se malikul maut hi kabz karte he...

Nazimah24_SP: Hazrat Anas : Rasool SAW ne farmaaya - cattle & insects sab ke sab Allah ki tasbeeh me mashghool, jab tasbeeh khatam to rooh

kabz ki jati & Malikul inki rooh kabz nahi karte (Rivaayat) Nazimah24_SP: Jo bhi he - Allah ki marzi NQSJ_CourseIncharge: YA Allah

Nazimah24_SP: Ibn Abbas : Imaam Baghvi - Nabi saw ne farmaaya - Dukh, dard, bimaariya ye maut ke qaasid he..

Nazimah24_SP: Malikul maut ko kisi ki maut ke ek lamha pehle bhi nahi maloom ke iski maut ka waqt he.

Page 7: *** Tafseer Surah Sajdaah Aaya 1 Onwards *** NQSJ 01 … taane, mazak, khel shaamil, zor shor se takleef pahuchaane ka kaam nahi tha abhi Nazimah24_SP: Buniyaadi mazameen Nazimah24_SP:

Nazimah24_SP: jaise kaha jaata foran karte he.. Nazimah24_SP: Yaha Kaafir ki maut ki baat he..

Nazimah24_SP: maut zindagi ki hifaazat karti he. Nazimah24_SP: Aayah 12

Nazimah24_SP: Ham me se har ek tasawwur ki aankh se dekhe Nazimah24_SP: Surah Sajdaah ko raat me padhne ki hikamt - Allah ke

saamne peshi ki baat abhi tak 3 baar aa gai... Nazimah24_SP: Mujrim ki kefiyat me jaaoge to sir jhuke honge... Nazimah24_SP: Ye he vo waqt jab aankhe khulti he.. - Rabbana Absarna

Nazimah24_SP: Juhi nezza ka waqt bando ko farishte nazar aane lagte Nazimah24_SP: bol nai sakte, ishaaro se baat...

Nazimah24_SP: Momin ka maut ke waqt & kaafir ke saath maut ke waqt kya haal hota uske kuch asaraat hote he.. Nazimah24_SP: kaafir pareshaan & Momin - smiling karta he..

Nazimah24_SP: Momin farishto ko jab dekhta to muskuraa uthta.. Nazimah24_SP: Malik ul maut nek logo ko aisa kuch dikhaate ke unko maut

ke waqt rooh nikalna pata he nahi chalta... Nazimah24_SP: kaafir ke saath ulta..

Nazimah24_SP: aaj log Lafz maut se bahutt darte he.. Nazimah24_SP: Kaafir maut ko dekh ke kahege, Ab samajh aa gaya ke nabi ne jo kaha vo sab sach tha

Nazimah24_SP: ab ghaflat se bedaar hue Nazimah24_SP: aaj pata chalta teri saari baate sach thi...

Nazimah24_SP: Is baat ka koi jawaab hi nai he.. Nazimah24_SP: Lau Taraa - Insaan apna muhaasiba khud karle..

Nazimah24_SP: Us waqt se pehle amal kar lo Nazimah24_SP: Allah kehte he chodo, inki baat naa karo Nazimah24_SP: aayah 13

Nazimah24_SP: Allah ke waade sache Nazimah24_SP: Aayah 13 & 14

Nazimah24_SP: khuda faraamosh insaan ka haal bayaan kiya jaa raha he Nazimah24_SP: life ko funn samjha

Nazimah24_SP: ab keh te he kuch karna chaahte he Nazimah24_SP: aisi cheeze insaan ko apni life me khud mehsoos karni padegi

Nazimah24_SP: Hudaaha - Hidaayat kyu naa mili??? Us shakhs ne jo kaha Allah ek mauka de de, duniya me jaane ke baad - yaha uski baat he.

Nazimah24_SP: Allah kehte he, ham chaahte to koi gumraah naa hota, but har insaan ki fitrat me tauheed daal ke hujjat puri kar di. Nazimah24_SP: har bande ki hidaayat apni khud ki he

Nazimah24_SP: koi dukho me, koi shukar me hidaayat paa leta Nazimah24_SP: koi bimaari me, koi free time me acha use kar ke

Nazimah24_SP: koi business me time nikaal ke hidaayat paa leta Nazimah24_SP: is tarah har bande me talab, thirst he guidnace ki

Page 8: *** Tafseer Surah Sajdaah Aaya 1 Onwards *** NQSJ 01 … taane, mazak, khel shaamil, zor shor se takleef pahuchaane ka kaam nahi tha abhi Nazimah24_SP: Buniyaadi mazameen Nazimah24_SP:

Nazimah24_SP: Music, clubs, movies - ye sab aisa he jaise snacking he inko asal talb he Hidaayat ke khaane ki.. inko talab nai to door kar di gai....

Nazimah24_SP: Hidaayat Allah ne hamaare ander rakhi he, log dhoondh ne ki mehnat nahi karte...

Nazimah24_SP: Yaha Nisyaan ka word : faraamosh ke maani me he... Nazimah24_SP: yaha khaas tor pe maani nazar andaaz ke meaning me, tark

karna Nazimah24_SP: isliya kuffar ko kaha jaa raha saari life me tum ne qubool naa kiya, parva hi naa ki, ab Jaao...

Nazimah24_SP: 3 times Quran me ye aaya aati he & hadees me kai jaha "Allah aise log ko na nazar utha ke dekhega, paak karega... "

Nazimah24_SP: jaisa duniya me insaan ka mamla Allah ke saath, qayaamat ke din waisa ravaiyya Allah ka insaan ke saath.. NQSJ_CourseIncharge: aameen

NQSJ_HR002_Salsabeel: Now Tafseer ayah 15-30 NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 15

NQSJ_HR002_Salsabeel: Ahud yaad dila rahay hain Allah (swt) NQSJ_HR002_Salsabeel: Ab sacha eman lao--Rabb ki ayaton ko sun kar sajday main gir parta hai NQSJ_HR002_Salsabeel: "kharra"-awaaz sun kar gir parna NQSJ_HR002_Salsabeel: Jab Quran ki marfat hoti hai, tou insan kisi batil tarz e zindagi per nahin khara hota aur Allah ki baat par dah parta hai NQSJ_HR002_Salsabeel: ek--Quran parhna, samjhna

NQSJ_HR002_Salsabeel: asal--/quran parh kar girna aur amali zindagi mein lana hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Omar (RA) Khalifa thae NQSJ_HR002_Salsabeel: Ailaan kiya koi biwi kay mehre 400 dirham say zyada na rakhay

NQSJ_HR002_Salsabeel: sab nay yeh mana siway ek aurat kay NQSJ_HR002_Salsabeel: Usnay unko yaad dilaya kay Quran main koi pabandi nahin NQSJ_HR002_Salsabeel: Omar (RA) nay yeh faisla wapis liya

NQSJ_HR002_Salsabeel: yeh hai "Innama Youminoo beeayatina" NQSJ_HR002_Salsabeel: Jab eman aa gaya tou khusi kay saath woh gir partay hain Allah kay agay

NQSJ_HR002_Salsabeel: takkabur nahin kartay NQSJ_HR002_Salsabeel: Sab say bara taghoot takkabur hain haqq kay rastay main NQSJ_HR002_Salsabeel: Allah ka ban nay kay rastay ka taghoot hai yeh NQSJ_HR002_Salsabeel: forun apni ghaluti maan jao

NQSJ_HR002_Salsabeel: hidayat kay rastay ki bari rukawat apna nafs hota hai NQSJ_HR002_Salsabeel: hadayat barhay gi jab "la yastakbiroon" hoga

NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 16

Page 9: *** Tafseer Surah Sajdaah Aaya 1 Onwards *** NQSJ 01 … taane, mazak, khel shaamil, zor shor se takleef pahuchaane ka kaam nahi tha abhi Nazimah24_SP: Buniyaadi mazameen Nazimah24_SP:

NQSJ_HR002_Salsabeel: yeh nahin kaha tahajjud parhtay hain, taraweeh parhtay hain, yeh kaha "tatajafa"

NQSJ_HR002_Salsabeel: apnay bistar say jafa karna NQSJ_HR002_Salsabeel: bay qarari NQSJ_HR002_Salsabeel: kharwatain badaltay hain aur bila akhir uth hee jatay hain

NQSJ_HR002_Salsabeel: poor ratain sotay nahin, jagtay rahtay hain NQSJ_HR002_Salsabeel: Gham khushi sonay nahin daitay NQSJ_HR002_Salsabeel: In dono cheezon ka milap eman hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Eman = Khau+Umeed NQSJ_HR002_Salsabeel: Tahajjud parhnay walon ko pata hai kay rab rahim aur Karim hai il liyay umeed raktay hai NQSJ_HR002_Salsabeel: ***Khauf aur Umeed=Eman NQSJ_HR002_Salsabeel: Rabb "Qahaar" bhi hai is liyay uska Khauf bhi rakhtay hain NQSJ_HR002_Salsabeel: Kashmakish ki raatain-mayoosi aur umeed kay beech ki kafiyat NQSJ_HR002_Salsabeel: rat ka jagna nafs kushi may buhut mededgar hai NQSJ_HR002_Salsabeel: kisi nay imaam bukhari kay pas rat beser ke aur unko 60-80 times rat ko uthtay dekha NQSJ_HR002_Salsabeel: : imaam sha'afi nay kisi kay gher rat beser ke , aur unhon nay kaha kay may nay inke aik ajeeb bat note ke kay inhon nay baghair wudu kay fejer perhi tu iskay jawab may imaam shaafi nay kaha kay may saree raat soya he nahi NQSJ_HR002_Salsabeel: jis kay dil ko koi fiker lagi ho, usko neend nahi ati ....gham ke kaifiyat ho ya khushi ke NQSJ_HR002_Salsabeel: raat ko Allah say taluq banay tu phir din may US ke rah may kherch hota hai, maal/gher/bhalai/skills

NQSJ_HR002_Salsabeel: Fajr aur Isha Jamaat say parha tou aisay log hai "tatajafa junooboohum" hain

NQSJ_HR002_Salsabeel: Jo log isha ki namaz say pehlay nahin sotay aur Jamat say Isha parhtay hain

NQSJ_HR002_Salsabeel: Ibn-Abbas-Jab unki ankh kulay Allah ka zikr karain NQSJ_HR002_Salsabeel: Isha kay baad jagna nahin fajr kay baad sona nahin hai NQSJ_HR002_Salsabeel: TIP-uth tay hee bisar theek kar lain NQSJ_HR002_Salsabeel: TIP-raat ko sonay say pehlay khoob pani pee lain, tou raat ko kuch ghantay baad b/r ki hajat hogi NQSJ_HR002_Salsabeel: Asma binte Yaseeb-NSWS-qayamat kay din jab Allah sab logon ko jama kar kay farmayingay tou ek munadi hoga Allah ki taraf say jis ki awaz saari makhlooqaat sunaingee NQSJ_HR002_Salsabeel: Woh pukar lagayega kay "Kahan hain woh log jo izzat aur ekraam walay hai?"

Page 10: *** Tafseer Surah Sajdaah Aaya 1 Onwards *** NQSJ 01 … taane, mazak, khel shaamil, zor shor se takleef pahuchaane ka kaam nahi tha abhi Nazimah24_SP: Buniyaadi mazameen Nazimah24_SP:

NQSJ_HR002_Salsabeel: Phir farishta awaz lagayega kay kahan hain woh log jo raton ko jagtay thae?"

NQSJ_HR002_Salsabeel: Is awaz par kuch log kharay hongay aur aisay "qaleel" log hongay aur woh jannat ki taraf chal paraingay

NQSJ_HR002_Salsabeel: Dukh sukh main allah ki taraf janay wala woh hoga jiska dil Allah say jura hoga

NQSJ_HR002_Salsabeel: Allah ka tohfa aisay logon ka liyay===surprise jannaton ki NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 17

NQSJ_HR002_Salsabeel: Koi nahin janta Allah nay uski ankhon ki thandak kay liyay Allah nay kiya rakha hai NQSJ_HR002_Salsabeel: eh Allah kaf gift un logon kay liyay jo Allah kay liyay kuch kharch kiya, kuch uski ibadat main waqt lagaya NQSJ_HR002_Salsabeel: S/B-Hadees e Qudsi-NSWS- Main nay apnay naik bandon kay liyay woh cheezain tayyar kein hain jo kisi ankh nay nahin deekhein, kisi kaan nay nahin sunnay, na kisi insan kay waham o guman main uska guzar hua ho NQSJ_HR002_Salsabeel: Yaqeen na aya tou yeh ayat parh lo

NQSJ_HR002_Salsabeel: Riwayat-Jannati jannat ki jhulak daikhayngay tou woh apnay thora zaya kiya waqt par bhi afsoos karaingay NQSJ_HR002_Salsabeel: "fala talamoo nafsun"-koi insan farista jinn koi makhlooq nahin janta NQSJ_HR002_Salsabeel: "qurrati"-sukoon, qarar aa gaya

NQSJ_HR002_Salsabeel: woh log jo nakiyan chup kay say kartay hain tou Allah nay unko badlay chupkay say diyay

NQSJ_HR002_Salsabeel: yeh banday ki jaza hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 18 NQSJ_HR002_Salsabeel: Shaoor ko baydaar kiya

NQSJ_HR002_Salsabeel: momin aur munafiq barabar kaisay ho saktay hain? NQSJ_HR002_Salsabeel: hasher aya 20.... surah jasiya 21 ...... buray kam waly aur amal saleh jaisay ka jeena merna bara nahi NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 19

NQSJ_HR002_Salsabeel: : ma'awaa : thiknana lainay ke jaga/ khaas jannat ka naam / anjaam/ thikana NQSJ_HR002_Salsabeel: : nuzul : wo khana jo mehmaan ko atay he pesh kiya jaye NQSJ_HR002_Salsabeel: : jannat jannati ka apna gher hoga laikin mehmaan ke terhan rekhay jain gay NQSJ_HR002_Salsabeel: : apnay he gher may mehmaam ke terhan .... yeh mazeed derja hai NQSJ_HR002_Salsabeel: yeh tumharay mazay hain koi namazain nahin parhni bus mauj karo

NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 20 NQSJ_HR002_Salsabeel: ab doosra giroh

Page 11: *** Tafseer Surah Sajdaah Aaya 1 Onwards *** NQSJ 01 … taane, mazak, khel shaamil, zor shor se takleef pahuchaane ka kaam nahi tha abhi Nazimah24_SP: Buniyaadi mazameen Nazimah24_SP:

NQSJ_HR002_Salsabeel: "fa ma wa hum" abdi thikana NQSJ_HR002_Salsabeel: dunya main fun ab tou bus pasti hee hai Aag unka muqqadar hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Kitni tadbeer karain nikalnay kee magar har bar jhoonk diyay jaingay NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 21

NQSJ_HR002_Salsabeel: Hum chota chota azab unko chakkhatay rahaingay takay woh fisq say palat aayen NQSJ_HR002_Salsabeel: yeh konsa azab hai?

NQSJ_HR002_Salsabeel: "al adna" duna ka azab gunahon ki waja say NQSJ_HR002_Salsabeel: aulad chor daiti hai, shohar chor daitay hain, NQSJ_HR002_Salsabeel: baray azab-akhirat ka aur qabar ka NQSJ_HR002_Salsabeel: dunay main mushkil-takay palat aao NQSJ_HR002_Salsabeel: baz log Allah ke nishani dekh ker palat atay hain laikin baz nahi atay NQSJ_HR002_Salsabeel: jo khud ko excused samajh laita hai aur apnay ap ko majboori may pisa howa mehsoos kerta hai , wo kabhi apni islaah nahi kerta

NQSJ_HR002_Salsabeel: banda akhri hud tuk koshish keray aur yeh curse hai kay banda apnay ap ko majboor samjhay NQSJ_HR002_Salsabeel: taweelat chor ker jhukna seekhain aur dua kerain kay ayr Allah meray liay jo mushkil hai teray liay tu asaan hai NQSJ_HR002_Salsabeel: jo duniya may asoool tortay hain, wo agay jaa ker pekray jain gay NQSJ_HR002_Salsabeel: ayah 22

NQSJ_HR002_Salsabeel: 3 gunah jin ke saza akhret say pehlay duniya may milti hai : 1. huqq kay khilaaf koshish kernay ka anjaam, 2. waldain ke nafermani , 3. zalim ke meded

NQSJ_HR002_Salsabeel: kuch log khamosh madad gar hotay hain zalmon kay NQSJ_HR002_Salsabeel: yeh ibn e jarir ki riwayat hain maaz bin jabal say

NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 23 NQSJ_HR002_Salsabeel: Tareekh kay waqiyat NQSJ_HR002_Salsabeel: I kitab kay milnay par shak na ho apko NQSJ_HR002_Salsabeel: "leqaaehee" mulaqat NQSJ_HR002_Salsabeel: Moosa ki mulaqat NSWS say mairaj main hui aur namazon ki kami hi is taraf ishara hai NQSJ_HR002_Salsabeel: doosra mutlab Quran ki mulaqat hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Moosa- gundami rangat, ghungriyalay baal thae, qud awar NQSJ_HR002_Salsabeel: "hudan" ishara hazrat Moosa ki kitab ki taraf hai NQSJ_HR002_Salsabeel: bani israel ki hidayat ka zarya thee yeh kitab NQSJ_HR002_Salsabeel: Aapki ki kitab bhi hidayat kay liyay aayee

NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 24 NQSJ_HR002_Salsabeel: Baaz hum nay banaye leaders

Page 12: *** Tafseer Surah Sajdaah Aaya 1 Onwards *** NQSJ 01 … taane, mazak, khel shaamil, zor shor se takleef pahuchaane ka kaam nahi tha abhi Nazimah24_SP: Buniyaadi mazameen Nazimah24_SP:

NQSJ_HR002_Salsabeel: sabr aur hidayat together--Hidayat ka kam sabr kay saath hota hai NQSJ_HR002_Salsabeel: jo sabr nahin karta woh hidayat nahin pata NQSJ_HR002_Salsabeel: Hadi-sabr, ayaton ka yaqeen

NQSJ_HR002_Salsabeel: jisko is naimat ka yaqeen ho jayega woh is kitab ko nahin chor sakta

NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 25 NQSJ_HR002_Salsabeel: har faida yahan nahin qayamat walay din hoga NQSJ_HR002_Salsabeel: kuch nay kitab ko thama kuch nay kitab ko dor kiya

NQSJ_HR002_Salsabeel: deen ka kaam kernay walon kay liay zimedaari ka ehsaas zaroori hai NQSJ_HR002_Salsabeel: bani israel kay zawal ke aik waja kay unhon nay Allah kay deen kay kaam ko job samajh liya NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 26

NQSJ_HR002_Salsabeel: kitni qomon ko insay pehlay halak kar diya NQSJ_HR002_Salsabeel: bahut marhalay atay hain jo Allah ko thamay rahaingay, Allah uskay mayael ko hul karaiga NQSJ_HR002_Salsabeel: logon kay halat say ibrat seekho

NQSJ_HR002_Salsabeel: "Awalum yahdee lahum" text kay aitebar say kufar e makkah aur aaj har woh banda jo musalmanon ko under estimat kartay hain

NQSJ_HR002_Salsabeel: Is main nishaniyan hain NQSJ_HR002_Salsabeel: aik din tum bhi apnay gharon ko chor kar niklo gay

NQSJ_HR002_Salsabeel: 6 nishaniyan NQSJ_HR002_Salsabeel: 1/kainat 2/anfus-nafs main 3/tareeh kay waqiyat 4/afat e asmani/arzi 5/nabi kay zariyay 6/insan kay la shaoor aur tahtiyul shaoor main hoti hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 27

NQSJ_HR002_Salsabeel: Nahin daikhtay woh--- NQSJ_HR002_Salsabeel: Panni bajar zameen par NQSJ_HR002_Salsabeel: jahan pani ki zaroorat hoti hai wahan pani ko lay jata hai aur jahan deen walay ki zaroorat hoti whan deen walon ko lay jata hai NQSJE_KI012_MAWA: kaise pani jata hai NQSJE_KI012_MAWA: waise hi ilm walon ko le jata hai

NQSJE_KI012_MAWA: phir kheti ugti hai NQSJE_KI012_MAWA: aya 28

NQSJE_KI012_MAWA: fatah==faisla kub hoga NQSJE_KI012_MAWA: yeh log intezar main hain NQSJE_KI012_MAWA: aya 29

NQSJE_KI012_MAWA: ab kia faida eemaan lane ka NQSJE_KI012_MAWA: dunya se to chale gaye

NQSJE_KI012_MAWA: in ko muhlat nahi di jaye gi NQSJE_KI012_MAWA: in ke peeche na paro

Page 13: *** Tafseer Surah Sajdaah Aaya 1 Onwards *** NQSJ 01 … taane, mazak, khel shaamil, zor shor se takleef pahuchaane ka kaam nahi tha abhi Nazimah24_SP: Buniyaadi mazameen Nazimah24_SP:

NQSJE_KI012_MAWA: ignore karo NQSJE_KI012_MAWA: aap allah ki nusrat or madad ka inrezar karein

NQSJE_KI012_MAWA: ayat 30 NQSJE_KI012_MAWA: in se muan pher lo